Darde Dil Ki Kya Hai Dawa

Movie Name: Zid

Song Name: Darde Dil Ki Kya Hai Dawa

Singer Name: Darde Dil Ki Kya Hai Dawa

Musician: O P Nayyar

Lyricist:

Year: 1994

Darde Dil Ki Kya Hai Dawa

Darde dil ki kya hai dawa
darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe
darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe
darde dil ki kya hai dawa
pad gayi ye najre kaha
pad gayi ye najre kaha haye kya kahe
darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe
darde dil ki kya hai dawa

mil gaye jo aap mil gayi hame jindagi
mil gaye jo aap mil gayi hame jindagi
hans diye jo aap khil gayi ye jindagi
aane laga hame jine ka maja, aapki ye kya hai ada
aane laga hame jine ka maja, aapki ye kya hai ada
janeja aap kahe kaise ham jiye
darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe
darde dil ki kya hai dawa

aap kya mile mil gayi hame roshni
aap kya mile mil gayi hame roshni
aap hi ne di hame ek nayi khusi
kabhi na hona ji hamse juda jane jigar jane wafa
kabhi na hona ji hamse juda jane jigar jane wafa
aapke hujur me iltza kare
darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe
darde dil ki kya hai dawa
pad gayi ye najre kaha
pad gayi ye najre kaha haye kya kahe
darde dil ki kya hai dawa, aap hi kahe
darde dil ki kya hai dawa