Saanson Ko

Movie Name: Zid

Song Name: Saanson Ko

Singer Name: Arijit Singh

Musician: Sharib Sabri, Toshi Sabri

Lyricist: Shakeel Azmi

Year: 2014

Saanson Ko

Saanson ko jeene ka
Ishaara mill gaya
Dooba main tujhme to
Kinara mill gaya

Saanson ko jeene ka
Ishara mil gaya
Zindagi ka pata
Dobara mil gaya
Tu mila toh Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila toh Khuda ka sahaara mill gaya
Ghamzada ghamzada
Dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere
Dil ye tha ghamzada

Aaraam de tu mujhe
Barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye
Tere waste main jaga (Repeat once)

Mere har dard ki gehrai ko
Mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham
Tera mujhe maaloom hone laga

Tu mila toh Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila toh Khuda ka sahaara mill gaya

Main raaz tujhse kahun
Humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu
Alfaaz ban ja zara (Repeat once)

Juda jab se hua
Tere bina khamosh rehta hoon mein
Labon ke paas aa
Ab tu aawaaz ban ja zara

Tu mila toh Khuda ka sahara mill gaya
Tu mila toh Khuda ka sahara mill gaya
Ghamzada ghamzada
Dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere
Dil ye tha ghamzada