Jal rahin hain chitaa
Saanson mein hain dhuaan
Phir bhi aas mann mein hain jagi
Bhor hogi kya kabhi yahaan
Puchhati yahin ye bediyaan
Dekh toh kaun hain yeh
Baaheshmati samrajya
Sarvotam shrayam
Daso dishae ajay
Sab isko karte pranaam
Baaheshmati ki pataka
Sada yunhi gagan chume
Ashvako vayu surya dev milke
Sawrg singhasan biraje